Mujhe tujhse kuchh kahna hai song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Sangeeta Singh. This song was released on 05 Jan 1996.
Mujhe tujhse kuchh kahna hai
Bas tere dil mein rahna hai
Mujhe tujhse kuchh kahna hai
Bas tere dil mein rahna hai
Jane wafa ye to bata
Ab tera irada hai kya
Mujhe tujhse kuchh kahna hai
Bas tere dil mein rahna hai
Mujhe tujhse kuchh kahna hai
Bas tere dil mein rahna hai
Jane wafa ye to bata
Ab tera irada hai kya


Maine likha hai jo afsana
Aaja tujhe sunau
Raaze mohabbat dilbar mere
Aaja tujhe batau
Maine likha hai jo afsana
Aaja tujhe sunau
Raze mohabbat dilbar mere
Aaja tujhe batau
Aise mile nigahe chane laga nasha
Aashiq mujhe banaye teri yahi ada
Dard koi na sahna hai
Bas tere dil mein rahna hai
Dard koi na sahna hai
Bas tere dil mein rahna hai
Jane wafa ye to bata
Ab tera irada hai kya


Ek pal bhi dur deewane
Mujhse raha na jaye
Haal mera kya hai jaanam
Mujhse kaha na jaye
Ek pal bhi dur deewane
Mujhse raha na jaye
Haal mera kya hai jaanam
Mujhse kaha na jaye
Aur kuch nahi mangu tere bina yaha
Jina teri gali mein jana mujhe kaha
Pyar tera mera gahna hai
Bas tere dil mein rahna
Pyar tera mera gahna hai
Bas tere dil mein rahna
Jane wafa ye to bata
Ab tera irada hai kya
Mujhe tujhse kuchh kahna hai
Bas tere dil mein rahna hai
Mujhe tujhse kuchh kahna hai
Bas tere dil mein rahna hai
Jane wafa ye to bata
Ab tera irada hai kya.