Mohabbat ki nahin song is from and it is sung by and .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Vashu Bhagnani. This song was released on 21 Feb 1997.
Mohabbat ki nahin jaati
Mohabbat ho jaati hai
Mere yaar o mere yaar
Mohabbat ki nahin jaati
Mohabbat ho jaati hai
Mere yaar o mere yaar
Suna hai maine suna hai
Tune yehi kehte hain zamanewale
Sharaarat ki nahin jaati
Sharaarat ho jaati hai
Mere yaar mere yaar
Sharaarat ki nahin jaati
Sharaarat ho jaati hai
Mere yaar mere yaar
Suna hai maine suna hai
Tune yehi kehte hain zamanewale


Mohabbat ki nahin jaati
Mohabbat ho jaati hai
Mere yaar o mere yaar
Sharaarat ki nahin jaati
Sharaarat ho jaati hai
Mere yaar o mere yaar


Kabhi zor dil pe to chalta nahin
Koi jaanke na deewana bane
Kabhi zor dil pe to chalta nahin
Koi jaanke na deewana bane
Mohabbat ka toofan rukta nahin
Bhale laakh dushman zamaana bane
Bhale laakh dushman zamaana bane
Bagaawat ki nahin jaati
Bagaawat ho jaati hai
Mere yaar o mere yaar
Sharaarat ki nahin jaati
Sharaarat ho jaati hai
Mere yaar o mere yaar


Suna hai maine suna hai
Tune yehi kehte hain zamanewale
Mohabbat ki nahin jaati
Mohabbat ho jaati hai
Mere yaar o mere yaar


Mujhe neend aayi nahin raat bhar
Main bistar par karvat badalti rahi
Mujhe neend aayi nahin raat bhar
Main bistar par karvat badalti rahi
Tere khwaab mujhko jagaate rahe
Meri har tamanna machalti rahi
Meri har tamanna machalti rahi
Ye haalat ki nahin jaati
Ye haalat ho jaati hai
Mere yaar o mere yaar
Mohabbat ki nahin jaati
Mohabbat ho jaati hai
Mere yaar o mere yaar


Suna hai maine suna hai
Tune yehi kehte hain zamanewale
Sharaarat ki nahin jaati
Sharaarat ho jaati hai
Mere yaar o mere yaar
Mohabbat ki nahin jaati
Mohabbat ho jaati hai
Mere yaar o mere yaar.