Mohabbat ho gayi hai song is from and it is sung by and .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Jhum kar aaya
Achanak sare mahfil katil
Ha dekhne wale
Pukar uthe ke katil katil
Jal se julfo ke ab
Bach ke kaha jayega
Ho gaya hai mere
Deewano me shamil katil
Magar milte hi
Najare bewafa bewdard katil
Kabhi kahta hai dil mujhe
Kabhi mai
Kahati hu dil se
Mohabbat ji
Mohabbat ho gayi hai


Mohabbat ho gayi hai
Kayamat ho gayi hai
Mohabbat ho gayi hai
Kayamat ho gayi hai
Ha mai katil
Hu mujhe hai ikarar
Ye bhi sunle
Ke tujhpe marta hu
Mujhko pahchana
Jin nigaho ne
Unko jhuk kar
Salam karta hu
Ha garur e husn
Ka katil hu mai
Pyar kar aa pyar kar
Pyar karne ke
Kabil hu mai
Tu meri mahbuba
Mai aashik tera
Tu hai meri
Jaan tera dil hu mai
Isiliye to janeman mohabbar
Mohbbat ji mohabbat
Mohabbat ha mohabbat
Mohabbat ho gayi hai
Kayamat ho gayi hai
Laila majnu ki tarah
Heer ranjhe ki tarah
Sohni mahiwal jaisi
Sheeri farhad jaisi
Mujhe teri
Mujhe teri tujhe meri
Jarurat ho gayi hai
Mohabbat ho gayi hai
Kayamat ho gayi hai
Mohabbat ho gayi hai
Kayamat ho gayi hai
Mohabbat ho gayi hai


Katil ki mohabbat kya
Katil ki ibadat kya
Katil ki ibadat kya
Katil hai idhar katil
Katil hai udhar katil
Katil hai idhar katil
Katil hai udhar katil
Tum to rang rup ke sadayi
Khud garz ho bewafa harzai ho
Tum jutha pyar jatate ho
Bhawre ki tarah mandrate ho
Tum jutha pyar jatate ho
Bhawre ki tarah mandrate ho
Tum najar aate nahi
Phoolo ke murjhane ke bad
Fere lete ho najar
Matlab nikal jane ke bad
Ishk k oruswa hame
Badnam tum karte ho tum
Apni hi izzat ko khud
Nilam tum karte ho tum
Har julm sitam has ke
Kiya hamne gawara
Dil tumko diya kam
Nahi ahsan tumhara
Jante ho kyu
Mohabbat ho gayi hai
Kayamat ho gayi hai
Mohabbat ho gayi hai
Kayamat ho gayi hai


Ishq mohabbat ke
Saath tane hai hazar
Sukriya eye meri
Mahbuba meri jane bahar
Jhuthe sache ko
Parakh fir tu mujhe ilzam de
Apni is katil jawani
Ko bhi koi nam de
Eye mere khyalo ki mallika
Husn tera galib ki gaja lhai
Surat hai azanta ki murat
Or jism jawabe taj mahal hai


Julf sawan ki ghataye
Hai magar katil hai
Iski rangin adaye
Hai magar katil hai
Rup rangin salona
Hai magar katil hai
Sang pighla hua sona
Hai magar katil hai
Dae dil dage jigar
Sabko dikhasakta hu mai
Sakdo ilzam tujh par
Bhi laga sakta hu mai
Magar kya karu
Mohabbat ho gayi hai
Kayamat ho gayi hai
Mohabbat ho gayi hai
Kayamat ho gayi hai


Dhamkiya yu husn
Walo na do hazarat
Chalo chup raho
Muh na khulwao hazrat
Tum ho ahsan faramosh
Aage mat bolna khamosh
Dekho humse nahi uljhana
Hamko bhi kam na samjhna
Hum kisi se nahi darte
Hum bhi parwah nahi karte
Jaa hatheli par liye hai
Hum bhi sholo par jiye hai
Hum to har gum ki dawa hai
Hum bhi mohbbat ke khuda hai
Humko pahchan gaye tum
Humko bhi man gaye tum
Fir kyu bin bat ka jhagda
Fir kyu din rat ka jhagda
Tum bhi katil mai bhi katil
Tu masiha mai masiha
Tu meri julfo me chhup ja
Tu meri baho me aaja


Bhul ke sare sikwe sikayat
Aao gale lag jaye hum tum
Husn ka dhand or
Pyar ka suraj banke
Jaha pe chhaye hum tum
Mohabbat ho gayi hai
Kayamat ho gayi hai
Mohabbat ho gayi hai
Kayamat ho gayi hai.

More songs from Sone Ka Dil Lohe Ke Haath (1978)