Mohabbat hi na song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Rajkamal Kalamandir. This song was released on 01 Jan 2018.
Mohabbat hi na jo samjhe
Wo zalim pyar kya jaane
Mohabbat hi na jo samjhe
Wo zalim pyar kya jaane
Nikalati dil ke taaro se
Jo hai jhakar kya jaane


Use to qatl karna aur
Tadapana hi aata hai
Use to qatl karna aur
Tadapana hi aata hai
Gala kiska kata kyu kar
Kata talvar kya jaane
Mohabbat hi na jo samjhe
Wo zalim pyar kya jaane


Dawa se fayada hoga ki
Hoga zahare katil se
Dawa se fayada hoga ki
Hoga zahare katil se
Maraj ki kya dawa hai
Yeh koi bimar kya jaane
Mohabbat hi na jo samjhe
Wo zalim pyar kya jaane
Nikalati dil ke taaro se
Jo hai jhakar kya jaane


Karo fariyad sar takarao
Apni jaan de dalo
Karo fariyad sar takarao
Apni jaan de dalo
Tadapte dil ki halat
Husn deewar kya jaane
Tadapte dil ki halat
Husn deewar kya jaane
Mohabbat hi na jo samjhe
Wo zalim pyar kya jaane.