Mil ke yun laga song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Sanjay Mehta. This song was released on 06 Nov 2009.
Tanaha hai dil tanaha safar,
Jakhm huwe hai beasar
Jindagi ne diye sitam,
Phir bhi raha tera karam
Milake yuun laga kabse tha juda
Haan mere khuda sun meri sada


Tanaha hai dil tanaha safar,
Jakhm huwe hai beasar
Jindagi ne diye sitam,
Phir bhi raha tera karam
Milake yuun laga kabse tha juda
Haan mere khuda sun meri sada


Sun le yeh meri abb sadaayein,
Mujhase huyi hai kya khataayein
Yaadon mein tu hi rabba,
Tujhase alag main kab tha
Tujhako hi dhundein abb nigaah
Yaadon mein tu hi rabba,
Tujhase alag main kab tha
Tujhako hi dhundein abb nigaah
Milake yuun laga kabse tha juda
Haan mere khuda sun meri sada


Gehare andheron ke hai saayein,
Hamse kahin tu kho na jaaye
Dil ho gaya hai banzar,
Jinda hai tere manzar
Raaton ki kar de abb subah
Dil ho gaya hai banzar,
Jinda hai tere manzar
Raaton ki kar de abb subah
Milake yuun laga kabse tha juda
Haan mere khuda sun meri sada.