Mil gaye mil gaye aaj mere sanam song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Kiron Production. This song was released on 01 May 1968.
Mil gaye mil gaye aaj mere sanam
Aaj mere zameen par nahi hain kadam
Aaj mere zameen par nahi hain kadam

Mil gaye mil gaye aaj mere sanam
Mil gaye mil gaye aaj mere sanam
Aaj mere zameen par nahi hain kadam
Aaj mere zameen par nahi hain kadam

Aye nazron zara kaam itna karo
Aye nazron zara kaam itna karo
Tum meri maang mein aaj moti bharo
Tum meri maang mein aaj moti bharo
Ik ujala hua dhal gayi shaam-e-gham
Ik ujala hua dhal gayi shaam-e-gham
Aaj mere zameen par nahi hain kadam
Mil gaye mil gaye aaj mere sanam
Mil gaye mil gaye aaj mere sanam
Aaj mere zameen par nahi hain kadam
Aaj mere zameen par nahi hain kadam

Woh kahan chhup rahe the main hairan thi
Woh kahan chhup rahe the main hairan thi
Meri sadiyon se unse hi pehchan thi
Meri sadiyon se unse hi pehchan thi
Aise kisse zamane mein hote hain kam
Aise kisse zamane mein hote hain kam
Aaj mere zameen par nahin hain kadam
Mil gaye mil gaye aaj mere sanam
Mil gaye mil gaye aaj mere sanam
Aaj mere zameen par nahi hain kadam
Aaj mere zameen par nahi hain kadam

Umra bhar ki tadap ko karaar aa gaya
Umra bhar ki tadap ko karaar aa gaya
Unse aankhein mili mujhko pyar aa gaya
Unse aankhein mili mujhko pyar aa gaya
Yaad karti rahi main unhein dum-ba-dum
Yaad karti rahi main unhein dum-ba-dum
Aaj mere zameen par nahin hain kadam
Mil gaye mil gaye aaj mere sanam
Mil gaye mil gaye aaj mere sanam
Aaj mere zameen par nahi hain kadam
Aaj mere zameen par nahi hain kadam