Meri zindagi hain ye sone ka song is from and it is sung by and .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Kadar Kashmiri, Jagdish A. Sharma, Ibrahim Surti. This song was released on 20 May 1986.
In neele dupatto se
Dil nahin dhadka
Dupatta dupatta dupatta
In peele dupatto se
Dil nahin dhadka
Dupatta dupatta dupatta
Majboor hoon majboor hoon


Dupatta tumhara
Aashiq mizaj hain
Lipat gaya dil se
Yeh dil ka ilaj hain
Dupatta tumhara
Aashiq mizaj hain
Lipat gaya dil se
Yeh dil ka ilaj hain
O haye mein mar jawa
Haye mein mar jawa
O haye mein mar jawa
Haye mein mar jawa


Ae he la la la la la la
Aa ha la la la
Hawaon se puchho
Fizaon se puchho
Tum apni hi khatir
Nigahon se puchho
Hawaon se puchho
Fizaon se puchho
Tum apni hi khatir
Nigahon se puchho
Satati rahi ho jalati rahi ho
Hamesha mujhe tum
Satati rahi ho
He tumse to achha
Yeh resham ka tukda
Mere dil pe aake
Jo malhum bana hain
Dupatta to kya hain
Kehna yeh aaj hain
Iss dil pe tera
Sadiyon raz hain
O haye mein mar jawa
Haye mein mar jawa
O haye mein mar jawa
Haye mein mar jawa


Meri zindagi hain yeh
Sone ka pinjara
Ke mein ek chidiya
Tadapti rahi hoon
Kabhi sar ko pinjare ke
Mara hai meine
Ke milne ko tujhse
Tarasti rahi hoon
Tujhe kya khabar hain
O aazad panchi
Mera hal bin tere
Kya hua hain
Sone ki lanka se
Mujhe bacha le
Yeh daulat ka ravan
Bahaut hi bura hain
O haye mein mar jawa
Haye mein mar jawa
O haye mein mar jawa
Haye mein mar jawa


Dupatte hazaro to
Dekhe hain meine
Magar koi aisa
Dupatta nahin hain
Ae dupatte hazaro to
Dekhe hain meine
Magar koi aisa
Dupatta nahin hain
Yeh neele dupatte
Yeh peele dupatte
Magar koi in mein
Hamara nahin hain
Yeh udate ghbare
Lage pyare pyare
Magar haye in mein
Wafa hi nahin hain
Tumhare dupatte pe
Kurbaan jau
Meri jaan yeh to
Masiha bana hain haye
Ke haye mein mar jawa
Haye mein mar jawa
Dupatta tumhara
Aashiq mizaj hain
Lipat gaya dil se
Yeh dil ka ilaj hain
O haye mein mar jawa
Haye mein mar jawa
O haye mein mar jawa
Haye mein mar jawa
O haye mein mar jawa
Haye mein mar jawa
O haye mein mar jawa
Haye mein mar jawa.