Meri ankho ki nindiya chura le gaya song is from and it is sung by and .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by R.D. Bansal, Ramesh Lamba. This song was released on 16 Dec 1968.
meri ankho ki nindiya chura le gaya
tumhare shiva kaun, tumhare shiva kaun
meri ankho ki nindiya chura le gaya
tumhare shiva kaun, tumhare shiva kaun
bato bato me dil ko udha le gaya
tumhare shiva kaun, tumhare shiva kaun
bato bato me dil ko udha le gaya
tumhare shiva kaun, tumhare shiva kaun

apni aanko se afsane kahte rahe
mai to yaado ke tufan me bahti rahi
mai to yaado ke tufan me bahti rahi
hui mojho me mujhko baha le gaya
tumhare shiva kaun, tumhare shiva kaun
bato bato me dil ko udha le gaya
tumhare shiva kaun, tumhare shiva kaun
meri ankho ki nindiya chura le gaya
tumhare shiva kaun, tumhare shiva kaun

aisa bandhan kabhi na khule
kathm hote nahi pyar ke silsile
kathm hote nahi pyar ke silsile
jindgi bhar ko apna bana le gaya
tumhare shiva kaun, tumhare shiva kaun
meri ankho ki nindiya chura le gaya
tumhare shiva kaun, tumhare shiva kaun
bato bato me dil ko udha le gaya
tumhare shiva kaun, tumhare shiva kaun

vo khusi mil gayi mai baya kya karu
ladkhadti hai meri juba kya karu
ladkhadti hai meri juba kya karu
dil ki dhole me koi bitha le gaya
tumhare shiva kaun, tumhare shiva kaun
bato bato me dil ko udha le gaya
tumhare shiva kaun, tumhare shiva kaun
meri ankho ki nindiya chura le gaya
tumhare shiva kaun, tumhare shiva kaun