Meri aankhon mein dekhke tare song is from and it is sung by and .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 19 Sep 1982.
Meri aankhon mein dekhke tare
Meri aankhon mein dekhke tare
Sitaare saare sharma gaye
Par sajan ne haal na puchha
Aur sab jaane sab aa gaye
Sitaare saare sharma gaye


Meri aankhon mein dekhke tare
Sitaare saare sharma gaye
Par sajani ne haal na puchha
Aur sab jaane sab aa gaye
Sitaare saare sharma gaye
Meri aankhon mein dekhke tare


Din sune hai raate viraan
Ek ek lamha aaj pareshan aaj pareshan
Din sune hai raate viraan
Ek ek lamha aaj pareshan aaj pareshan
Teri yaad ke kaale saaye
Teri yaad ke kaale saaye
Sawero pe bhi kab chha gaye
Par sajani ne haal na puchha
Aur sab jaane sab aa gaye
Sitaare saare sharma gaye
Meri aankhon mein dekhke tare


Aah bhi ab kuchh kaam na aaye
Pyaas badhe aur jaam na aaye jaam na aaye
Aah bhi ab kuchh kaam na aaye
Pyaas badhe aur jaam na aaye jaam na aaye
Aisi preet ki reet nibhake
Aisi preet ki reet nibhake
Sanam hum sajda kare
Par sajan ne haal na puchha
Aur sab jaane sab aa gaye
Sitaare saare sharma gaye
Meri aankhon mein dekhke tare
Sitaare saare sharma gaye
Meri aankhon mein dekhke tare
Sitaare saare sharma gaye.