Mere sawal ka tum do jawab song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Suresh Malhotra. This song was released on 01 Jan 2018.
Hello friend good evening
Anybody wants to
Take a chance with me
Romance with me
I mean to say dance with me
Come on
Anybody from this side
Anybody from this side


He mere sawal ka tum do jawab
Mere sawal ka tum do jawab
Kya hain sabab aur kya hain sarab
Kya hain sabab aur kya hain sarab
Are ek hi chiz ke do naam hain janab
Ek hi chiz ke do naam hain janab
Are ye bhi kharab or wo bhi kharab
Ye bhi kharab or wo bhi kharab
Mere sawal ka tum do jawab


Chahe bura hain chahe bhala hain
Chahe bura hain chahe bhala hain
Jisme nasha hain usme maja hain
Jisme nasha hain usme maja hain
Par tut jata hain ye nasha
Par tut jata hain ye nasha
Kyun ki nasha to
Hain ek khwab hain ek khawab
Mere sawal ka tum do jawab
Tum do jawab
Ha ha tum do jawab tum do jawab


Ha dil mein kisi ke arman kya hain
Bolo dil mein kisi ke arman kya hain
Har admi ki pahchan kya hain
Padh leti hain nazar dil ka hal
Padh leti hain nazar dil ka hal
Surat khuli huyi hain ek kitab
Hai ek kitab
Mere sawal ka tum do jawab
Tum do jawab
Ha ha tum do jawab tum do jawab


Ye to bata kya tujhko pata hain
Are ye to bata kya tujhko pata hain
Ha ishq manzill dil rasta hain
Are ye ishq dil ki manzill sahi
Are ye ishq dil ki manzill sahi
Raste mein khatre hain
Behisab hain behisab
Oye kya bat hain tum ho lazwab
Mere sawal ka mil gaya jawab
Mila gaya jawab
Mere sawal ka mil gaya jawab.