Mere mehboob kuch bhi ho song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Tahir Hussain. This song was released on 01 Jan 1988.
Mere mehboob kuch bhi ho
Abhi afsana baki hai
Abhi meri wafa ka aakhiri
Nazrana baki hai
Tumhara chahne wala
Abhi deewana baki hai
Tumhara chahne wala
Abhi deewana baki hai
Tumhara chahne wala
Mere mehboob kuch bhi ho
Tumhara chahne wala
Abhi deewana baki hai
Tumhara chahne wala
Abhi deewana baki hai


Zamana chahe tadpaye
Zamana chahe thukra de
Zamana chahe tadpaye
Zamana chahe thukra de
Ye wada hai ke pure honge
Mere yaar ke wade
Aye shama mat baha aansu
Aye shama mat baha aansu
Abhi parwana baki hai
Aye shama mat baha aansu
Abhi parwana baki hai
Mere mehboob tumhara
Chahne wala abhi
Deewana baki hai


Aaj bhi sath hai chahat
Ka wo ek ek lamha
Hum zuda hoke bhi
Dildar nahi hai tanha
Na tuta hai na tutega
Hamare pyar ka sapna
Na tuta hai na tutega
Hamare pyar ka sapna
Paro pe leke uad jayega
Ek din aashiya apna
Bala se bag ujda hai
Bala se bag ujda hai
Abhi virana baki hai
Bala se bag ujda hai
Abhi virana baki hai
Mere mehboob tumhara
Chahne wala abhi
Deewana baki hai


Jo chahat de nahi sakte
Wo kaise chhin sakte hai
Jo chahat de nahi sakte
Wo kaise chhin sakte hai
Mere malik tere bande
Yaha takdir likhte hai
Sitam to kar chuki duniya
Sitam to kar chuki duniya
Abhi pachhtana baki hai
Sitam to kar chuki duniya
Abhi pachhtana baki hai
Mere mehboob tumhara
Chahne wala abhi
Deewana baki hai
Tumhara chahne wala
Abhi deewana baki hai.