Mere humsafar - remix song is from and it is sung by and . This song was released on 10 Aug 2015.
Aye mere humsafar ek zara intezaar

Sun sadaayein de rahi hain manzil pyar ki (x2)

Jisko duaaon mein maanga

Tu hai wahi rehnuma

Tere bina mushqil hai

Ek bhi kadam chalna (x2)

Bin tere kahaan hai manzil pyar ki

Aye mere humsafar ik zara intezaar

Sunn sadaayein de rahi hai manzil pyaar ki

Naa hum bewafaa hain

Naa pyar hai kam darmiyaan

Par apni taqdeerein

Hain bilkul hi judaa (x2)

Phir kaise milegi manzil pyar ki

Aye mere humsafar ik zara intezaar

Sunn sadaayein de rahi hai manzil pyar ki