Mere ghar ka kiraya do janab song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Mere ghar ka kiraya do janab
Mere ghar ka kiraya do janab
Mera kar do barabar hisaab
Mere ghar ka kiraya do janab
Mera kar do barabar hisaab


Main tere ghar mein raha
Tu mere dil mein rahi
Main ghar mein raha
Tu dil mein rahi
Bas ho gaya barabar hisaab
Ho tera nahi jawab
Mere dil ka kiraya do janab
Mere dil ka kiraya do janab
Mera kar do barabar hisaab
Mere dil ka kiraya do janab


Socha tha hamne tum ho deewane
Socha tha hamne tum ho deewane
Nikle magar tum kitane sayane
Tune padhe jis me yeh fasane
Hamne hi likhi hai wo kitab
Mere ghar ka kiraya do janab
Mera kar do barabar hisaab


Is lene dene pe khaad dalo
Is lene dene pe khaad dalo
Chhod gile bas gale se laga lo
Pehle zara is dil ko sambhalo
Apni niyat karo na kharab
Mere ghar ka kiraya do janab
Mera kar do barabar hisaab
Mere dil ka kiraya do janab
Mera kar do barabar hisaab.

More songs from Farz Aur Kanoon (1982)