Mera qaraar le jaa song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by B. Swinder Sabharwal. This song was released on 01 Jan 2018.
Mera qaraar le jaa,
Mujhe beqaraar kar jaa
Dam bhar to pyaar kar jaa
Mera qaraar le jaa,
Mujhe beqaraar kar jaa
Dam bhar to pyaar kar jaa


Mere din guzar rahe hai,
Teri yaad ke sahaare
Mere din guzar rahe hai,
Teri yaad ke sahaare
Mera dil tadap raha hai,
Teri aarazu ke maare
Mera dil tadap raha hai,
Teri aarazu ke maare
Bechain mere dil ko
Bas ek baar kar jaa
Dam bhar to pyaar kar jaa
Mera qaraar le jaa,
Mujhe beqaraar kar jaa
Dam bhar to pyaar kar jaa


Mujhe ek jhalak dikha ke,
Parado me chhupane wale
Mujhe ek jhalak dikha ke,
Parado me chhupane wale
Kab tak lage rahenge
Khamoshiyon ke taale
Kab tak lage rahenge
Khamoshiyon ke taale
Nazare churaane wale,
Nazare to chaar kar jaa
Dam bhar to pyaar kar jaa
Mera qaraar le jaa,
Mujhe beqaraar kar jaa
Dam bhar to pyaar kar jaa.