Mera pyar amar song is from and it is sung by and .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Dharti chup gagan bhi chup
Dishaye chup pawan bh chup
Ye khamoshi ye sannata
Mujhe dasne na payega
Mujhe dasne na payega


Geeta ki saugand mujhe
Saugand mujhe gaytri ki
Geeta ki saugand mujhe
Saugand mujhe gaytri ki
Saugand mujhe ansuya ki
Saugand mujhe damyanti ki
Saugand narmada tulsi ki
Saugand himachal putri ki
In sab satiyo ki shakti paat se
Mera kaun suhag mitaye
Yamraj samne aaye to
Vo bhi basm ho jaye


Mera pyar amar meri preet amar
Kya duniya mitayegi
Mera pyar amar meri preet amar
Kya duniya mitayegi
Inshan to kya bhagwan se bhi
Jakar takrayegi
Jakar takrayegi
Kya duniya mitayegi


Phul to in sanso me bhi
Mera pyar palega
Sanjh dhalegi lekin mera
Suraj nahi dalega
Mai hu amar suhagan
Koyi kaise mujhe chalega
Aandhi aur toofano me bhi
Mera deep jalega
O ab deep jalega
Mera pyar amar meri preet amar
Kya duniya mitayegi
Inshan to kya bhagwan se bhi
Jakar takrayegi
Jakar takrayegi
Mera pyar amar meri preet amar
Kya duniya mitayegi
Inshan to kya bhagwan se bhi
Jakar takrayegi
Jakar takrayegi
Kya duniya mitayegi


Phul to in sanso me bhi
Mera pyar palega
Sanjh dhalegi lekin mera
Suraj nahi dalega
Mai hu amar suhagan
Koyi kaise mujhe chalega
Aandhi aur toofano me bhi
Mera deep jalega
O meradeep jalega
Mera pyar amar meri preet amar
Kya duniya mitayegi


Kab tak chinegi ye duniya
Preet ka ye ujhiyala
Kab tak padi rahe  murajai
Ye meri varmala
Bol ae bhagwan laga kyu
Tere muh pe tala
Dekh kahi meri chingari
Ban jaye na jawala
O ban jaye na jawala
Mera pyar amar meri preet amar
Kya duniya mitayegi
Inshan to kya bhagwan se bhi
Jakar takrayegi
Jakar takrayegi
Kya duniya mitayegi
Kya duniya mitayegi
Kya duniya mitayegi
Kya duniya mitayegi
Kya duniya mitayegi.