Mausam haye song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Suresh Bokadia. This song was released on 09 Jul 1993.
Mausam haye
Yeh kaisa mausam
Tu kaha hai o mere hamdam
Mann mein udasi piya aaja
Aankhen meri pyasi piya aaja
Mann mein udasi piya
Aankhen meri pyasi piya
Lagta nahin hai jiya aa
Mausam haye
Yeh kaisa mausam
Tu kaha hai o mere hamdam
Mann mein udasi piya aaja
Aankhen meri pyasi piya aaja
Mann mein udasi piya
Aankhen meri pyasi piya
Lagta nahin hai jiya aa
Mausam haye
Yeh kaisa mausam


Seene mein dhadkan teri
Lab pe teri baat hai
Kya hai meri zindagi
Teri hee saugat hai
Tu jo bulaye mujhe
Dauda chala aau main
Dilbar tere pyar ko
Kaise bhula paau main
Kaise bhula paau main
Pyar dee kahani hoon main aaja
Sapno ki rani hoon main aaja
Pyar dee kahani hoon main
Sapno ki rani hoon main
Teri zindagani hoon mian aa
Mausam haye
Yeh kaisa mausam


Jud jayegi ek din
Armaano ki ye kadi
Aayegi jaane wafa
Apne milan ki ghadi
Dil cheer ke dekh le
Iss mein hai chahat teri
Tere liye har ghadi
Tadpe mohabbat meri
Tadpe mohabbat meri
Aankhon mein
Chhupa loon tujhe aaja
Sanso mein basa loon tujhe aaja
Aankhon mein chhupa loon tujhe
Sanso mein basa loon tujhe
Apna bana loon tujhe aa
Mausam haye yeh kaisa mausam
Tu kaha hai o mere hamdam
Mann mein udasi piya aaja
Aankhen meri pyasi piya aaja
Mann mein udasi piya
Aankhen meri pyasi piya
Lagta nahin hai jiya aa
Mausam haye
Yeh kaisa mausam.