Mast bhara song is from .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Shravan Rathod. This song was released on 09 Jan 2009.
Masti bhara kawaara sama,
Zara zara maja hai rawa
Masti bhara kawaara sama,
Zara zara maja hai rawa
Abhi abhi jawaani aayi hai,
Nasha nasha kahi se laayi hai
Umrr ki pehli bahaar hai,
Dil bhi hai jawaan
Masti bhara kawaara
Sama, zara zara


Mere labon pe aake ruki hai,
Tere labon ki kahaani
Khushbu meri abb hai teri,
Main hoon teri raat raani
Mere labon pe aake ruki hai
Tere labon ki kahaani
Khushbu meri abb hai teri,
Main hoon teri raat raani
Abb tera intzaar hai,
Jaane jaan e ja
Masti bhara kawaara
Sama, zara zara


Baahon mein baahein
Daale khade hai,
Abb kya karega jamaana
Ghar se dur khaabon mein chur,
Aa ja banaale fasaana
Baahon mein baahein
Daale khade hai,
Abb kya karega jamaana
Ghar se dur khaabon mein chur,
Aa ja banaale fasaana
Haal e dil kya yaar hai,
Yeh tu jaane na
Masti bhara kawaara sama,
Zara zara maja hai rawa
Abhi abhi jawaani aayi hai
nasha nasha kahi se laayi hai
Umrr ki pehli bahaar hai,
Dil bhi hai jawaan
O baby, o baby.