Mano ya na mano song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Mano ya na mano
Mano ya na mano
Meri zindagi ki bahar ho
Meri zindagi ki bahar ho
Jano ya na jano
Jano ya na jano
Mere darde dil ka karar ho
Mere darde dil ka karar ho
Mano ya na mano


Dil ne jiska naam liya hai
Daman usaka tham liya hai
Dil ne jiska naam liya hai
Daman usaka tham liya hai
Jab jab dard utha hai dil mein
Maine tera naam liya hai
Naam liya hai
Mano ya na mano


Aaj mujhe in do aankho ki
Masti mein tum kho jaane do
Aaj mujhe in do aankho ki
Masti mein tum kho jaane do
Kar lo pure dil ke armaan
Hota hai jo ho jaane do
Jano ya na jano
Mere darde dil ka karar ho
Mere darde dil ka karar ho
Mano ya na mano
Mano ya na mano.