Mann mera udata jaye song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Mann mera udata jaye
Badal ke sang dur gagan me
Aaj nashe me gata git
Milan ke re rim jhim
Rim jhim rim jhim


Aas ke pankh lagakar
Panchhi mastana
Pi ki nagariya
Aaj chala dil deewana
Ghana ghana badal
Garaje toh kya
Chama chama bijali
Chamake toh kya
Chanchal man toh
Rukana kahi na jane re
Man mera udata jaye


Uthati hain jaise sagar me
Kala kala chhala
Chhala karati tarange
Mann me vaise hi jag rahi
Pal pal vyakul mast umange


Aaj na roko pyar ke iss diwane ko
Haatho se dil jata hai toh jane do
Tod chala yeh bandhan sare
Jahan sajan ka pyar pukare
Pagal hai man kab
Yeh kisi ki mane re
Mann mera udata jaye.