Mana tujhi ko khuda song is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Tujhpe fanaa main iss tarah
Har pal teri hi tishnagi
Mera sukoon, mera junoon
Tu hi meri hai har khushi
Bas tujhi mein mehfooz
Mera sara wajood
Tu hi meri zindagi
Mana tujhi ko Khuda
Hona na dil se judaa
Mana tujhi ko Khuda
Hona na dil se judaa
O..
Lafzon ke nishaan kabhi, dil ki zubaan
Pardon tale, palkon mein pale
Ankahi kisi kaagaz par
Khusboo si baate chali behkar
Gulshan ne kaha, patton se suna
Tu oss hai shabnami
Maana tujhi ko Khuda
Hona na dil se judaa
Mana tujhi ko Khuda
Hona na dil se judaa
Banjar sa hai, dil ka sehar
Rim-jhim baras ja charo pehar
Roshan dil mein lau raat bhar
Jalti bujhti tere naam par
Chheda tune mere dil ke taaron ko yun
Ishq lage sargami
Maana tujhi ko Khuda
Hona na dil se judaa (x4)
Khuda o re Khuda (x2)