Man saup diya song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Man saup diya anjane mein
Man saup diya anjane mein
Man saup diya anjane mein
Anjane mein anjane mein
Anjane mein anjane mein
Man saup diya anjane mein
Man saup diya anjane mein


Naino ne daras ras kiya pan
Kar diya palak mein hriday dan
Naino ne daras ras kiya pan
Kar diya palak mein hriday dan
Ek jhalak mein bandhe naino se pran
Ek jhalak mein bandhe naino se pran
Kitana sukh hai bandh jaane mein
Kitana sukh hai bandh jaane mein
Man saup diya anjane mein
Man saup diya anjane mein


Aankho ko kya ho gaya aaj
Hai path mein ataki bina kaj
Aankho ko kya ho gaya aaj
Hai path mein ataki bina kaj
Pag pag par inko baraje laaz
Pag pag par inko baraje laaz
Yeh aati nahi bahlane mein
Yeh aati nahi bahlane mein
Man saup diya anjane mein
Man saup diya anjane mein.