Man ke darpan mein song is from and it is sung by and .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Kantilal Rathod. This song was released on 01 Jan 1982.
Man ke darpan mein chehra khila aapka
Man ke darpan mein chehra khila aapka
In nigaahon ko ab aur kya chahiye
Aapne badhke mujhko sahaara diya
Aapne badhke mujhko sahaara diya
Meri baahon ko ab aur kya chahiye
Man ke darpan mein chehra khila aapka
Man ke darpan mein


Maine maanga tha ghulbulsita mil gaya
Maine maanga
Maine maanga tha ghulbulsita mil gaya
Ek zarre ko saara jahaan mil gaya
Aapse milke mujhko sabhi kuchh mila
Aapse milke mujhko sabhi kuchh mila
Meri baahon ko ab aur kya chahiye
Aapne badhke mujhko sahaara diya
Aapne badhke mujhko sahaara diya
Meri baahon ko ab aur kya chahiye
Man ke darpan mein chehra khila aapka
Man ke darpan mein


Kho gayi hai ujhalo mein meri nazar
Kho gayi hai
Kho gayi hai ujhalo mein meri nazar
Aa gayi pyaar ki muskurati seher
Har kadam par baharon ki manzil mili
Har kadam par baharon ki manzil mili
Meri baahon ko ab aur kya chahiye
Aapne badhke mujhko sahaara diya
Aapne badhke mujhko sahaara diya
Meri baahon ko ab aur kya chahiye
Man ke darpan mein chehra khila aapka
Man ke darpan mein.