Majnu sa aashiq song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Majnu sa aashiq mar gaya
Lekin nasihat kar gaya kya
Karta main tauba ishq se
Aaya mijaje sharif mein aaya
Aaya mijaje sharif mein
Majnu sa aashiq mar gaya
Lekin nasihat kar gaya kya
Karta main tauba ishq se
Aaya mijaje sharif mein aaya
Aaya mijaje sharif mein
Majnu sa aashiq mar gaya
Lekin nasihat kar gaya


Bade nasib se dil mein
Wo aaj aaye hai
Aji wo aaye hai
Abhi to aaye hai
Junune ishq mein
Junune ishq mein
Hum aaj ladkhdaye hai
Junune ishq mein
Hum aaj ladkhdaye hai
Yeh hal dekha jab tera
Ghabrake dil ne ye kaha kay
Karta mai toba ishq se
Aaya mijaje sharif mein aaya
Aaya mijaje sharif mein
Majnu sa aashiq mar gaya
Lekin nasihat kar gaya kya


Hansi hansi mein aashiqi
Mein jaan jane de
Yeh jaan jane de o jaan jane de
Haseen maut ko
Haseen maut ko
Hans kar gale laga ne de
Haseen maut ko
Hans kar gale laga ne de
Yeh ishq ki hai intja kya
Hogi iski intiha
Karta main tauba ishq se
Aaya mijaje sharif mein aaya
Aaya mijaje sharif mein
Majnu sa aashiq mar gaya
Lekin nasihat kar gaya kya
Karta main tauba ishq se
Aaya mijaje sharif mein aaya
Aaya mijaje sharif mein
Majnu sa aashiq mar gaya
Lekin nasihat kar gaya kya


Khayal kya hai tumhara
Ke main nashe mein hu
Aji hu hosh mein khuda
Kasam maje mein hu
Sukun dil ka tamnna
Ki har khushi le le
Yeh wo nasha hai
Jo jite ji zindagi le le
Yeh ishq aag hai
Is aag mein jal jane de
Yeh pyar dokha hai
Yeh dokha hans ke khane de
Sambhal khud ko zara
Yeh dil sambhlta nahi
To phir na ishq se dar
Yeh dar nikalta nahi
Yeh puchh humse
Yeh puchh humse
Rut kya hai dil lagane mein
Bada maza hai kaleje pe
Chot khane mein
Aashiq khushi se mar gaye
Bujdil nasihat kar gaye
Karta main tauba ishq se
Aaya mijaje sharif mein aaya
Aaya aaya mijaje sharif mein
Aaya mijaje sharif mein aaya
Aaya mijaje sharif mein aaya.