Maiya tumhare bina song is from and it is sung by and .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Maiya tumhare bina
Maiya tumhare bina
Maiya tumhare bina
Pran dukhiyare
Bichhd gaye aankho
Se aankho ke tare
Maiya tumhare bina
Maiya tumhare bina


Tune dudh pilakar pala
Teri god me phule
Teri mamta ke aanchal me
Kaliyo ke rang jhule
Chhoti si kaya me
Pran hai tumhare
Maiya tumhare bina
Pran dukhiyare
Maiya tumhare bina
Maiya tumhare bina
Maiya tumhare bina
Pran dukhiyare
Bichhd gaye aankho
Se aankho ke tare
Maiya tumhare bina


Dur base ha ji ke tukde
Haye bikhre maiya
Bin bachhde ke tadap rahi
Hai ye dukhyari gaiya
Jalte hai aanchla
Me aaj angare
Bichhd gaye aankho
Se aankho ke tare
Maiya tumhare bina


Koi na jane komal aahe
Ambar se takrati hai
Rajmahalo ki diware bhi
Fisal fisal jati hai
Aao maiya aao maiya
Aao maiya rom
Rom tujhko pukare
Maiya tumhare bina
Pran dukhiyare
Maiya tumhare bina
Maiya tumhare bina
Pran dukhiyare
Bichhd gaye aankho
Se aankho ke tare
Maiya tumhare bina
Maiya tumhare bina.

More songs from Rajrani Damayanti (1952)