Maine tujhe chaha song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Deepak S. Shivdasani. This song was released on 30 Jan 1987.
Maine tujhe chaha tujhe pyar kiya
Maine tujhe chaha tujhe pyar kiya
Tere sang jeene ka ikrar kiya
Maine tujhe chaha tujhe pyar kiya
Maine tujhe chaha tujhe pyar kiya
Tere sang jeene ka ikrar kiya
Maine tujhe chaha tujhe pyar kiya


Kaise main dekhu
Bolo dilkash najara
Aankho mein rahta hain
Chehra tumhara
Ek sans aayi mere ek sans jaye
Tera naam le leke dil tadpaye
Dilbar tune bekarar kiya
Dilbar tune bekarar kiya
Tere sang jeene ka ikrar kiya
Maine tujhe chaha tujhe pyar kiya


Pyas milan ki badhti hi jaye
Ab tere bin kahi raha nahin jaye
Tune jo sajna mujhko chua hain
Bechain dil mera rahne laga hain
Teer jigar ke aar paar kiya
Teer jigar ke aar paar kiya
Tere sang jeene ka ikrar kiya
Maine tujhe chaha tujhe pyar kiya
Tere sang jeene ka ikrar kiya
Maine tujhe chaha tujhe pyar kiya.