Maine to ye jaana tu hai to zamana song is from and it is sung by and .It stars Vinod Mehra, Yogeeta Bali and Rakesh Pandey in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by S.M. Sagar. This song was released on 14 Jun 1974.
maine to ye jana tu hai to jamana bina tere nahi rehna
vo gam jo chupaya sine me dabaya vo gam nahi ab sehna
yaar tere bina yaar tere bina yaar tere bina yaar tere bina

khud ko gavaya tujhe tab paya to dil kaise mane kehna

mai dil ki duniya lutane aayi hu to
sara jamana chahe roye chahe hase
mai aisi khoyi hu ki ab milega tu
jaha bhi o jana vahi mera jaha base
jo teri aankho me jo tere hotho me mera bhi hai wahi kehna
yaar tere bina yaar tere bina yaar tere bina yaar tere bina
maine to ye jana tu hai to jamana bina tere nahi rehna
khud ko gavaya tujhe tab paya to dil kaise mane kehna
yaar tere bina yaar tere bina yaar tere bina yaar tere bina

lato me chhupa sa ye pyara sa chehra mai
sad ke karu to kya karu mere hasi
ye dil hai diwana ye jaan bhi diwani ye tere kabil to najrana koi nahi
kajal teri aahe ye haar teri bahe nahi aur mera gahna
yaar tere bina yaar tere bina yaar tere bina yaar tere bina
maine to ye jana tu hai to jamana bina tere nahi rehna
vo gam jo chupaya sine me dabaya vo gam nahi ab sehna
yaar tere bina yaar tere bina