Main teri gunhagaar hoon song is from and it is sung by and .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by S.K.Kapur. This song was released on 01 Jan 2018.
Main teri gunhagaar hoon
Main tujhse se sharmsar hoon
Par maaf karna yaar
Main fir bhi tera pyar hoon
Par maaf karna yaar
Main fir bhi tera pyar hoon


Main teri gunhagaar hoon
Main tujhse se sharmsar hoon
Par maaf karna yaar
Main fir bhi tera pyar hoon
Par maaf karna yaar
Main fir bhi tera pyar hoon
Main teri gunhagaar hoon


Pathar ko hira jan kar
Dil mein basa liya
Pathar ko hira jan kar
Dil mein basa liya
Lekin teri wafao se
Maine daga kiya
Maine daga kiya
Chahe teri nigaho mein
Chahe teri nigaho mein
Kitni khata waar hu
Par maaf karna yaar
Main fir bhi tera pyar hoon
Par maaf karna yaar
Main fir bhi tera pyar hoon
Main teri gunhagaar hoon


Duniya me hai bana hua
Dastur pyar ka
Duniya me hai bana hua
Dastur pyar ka
Jab dil mile to dekh le
Kya kasur pyar ka
Kya kasur pyar ka
Khoya hua luta hua
Ho ho ho
Khoya hua luta hua
Mai tera etbar hu
Par maaf karna yaar
Main fir bhi tera pyar hoon
Par maaf karna yaar
Main fir bhi tera pyar hoon
Main teri gunhagaar hoon


Tu kon hai main kaun hu
Is bat se na dar
Tu kon hai main kau hu
Is bat se na dar
Ja tujhko maaf kar diya
Tu mujhko maaf kar
Tu mujhko maaf kar
Dilbar mera bechain hai
Dilbar mera bechain hai
To main bhi bekarar hoon
Par maaf karna yaar
Main fir bhi tera pyar hoon
Par maaf karna yaar
Main fir bhi tera pyar hoon
Main teragunhagaar hoon


Main tujhse se sharmsar hoon
Par maaf karna yaar
Main fir bhi tera pyar hoon
Par maaf karna yaar
Main fir bhi tera pyar hoon.