Main rahoon song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . It is produced by Gulshan Kumar. This song was released on 03 May 2006.
Main rahoon na rahoon
Meri aawaz


Main rahoon na rahoon
Meri aawaz tum
Gunjati har jagah
Har kadam paaoge
Main milu na milu
Mere geeton ko tum
Zindagi ki tarah har
Kadam paaoge
Zindagi ki tarah har
Kadam paaoge


Main tha jahaan
Hoon main wahi
Beeta hua kal main nahi
Main tha jahaan
Hoon main wahi
Beeta huan kal main nahi
Har mod pe har raah
Mein har dard mein
Har aah mein


Gungunaunga main
Muskuraaunga main
Dil ki aabohawa mein
Yaad aaunga main
Yaad aaunga main
Yaad aaunga main
Kuchh kahu na kahu
Mere geeton ko tum
Roshni ki tarah
Har taraf paaoge
Roshni ki tarah
Har taraf paaoge


Main aaj hoon main
Kal bhi hoon
Sadiyaan hoon main
Main pal bhi hoon
Main aaj hoon main
Kal bhi hoon
Sadiyaan hoon main
Main pal bhi hoon


Har rang mein
Har roop mein
Har chaanv mein
Har roop mein
Jhilmilaaunga main
Jagmagaaunga main
Mausamon ki adaa
Mein yaad aaunga main
Yaad aaunga main
Yaad aaunga main


Main dikhu naa dikhu
Mere andaaz tum
Waqt hi ki tarah
Har taraf paaoge


Main rahoon na rahoon
Meri aawaz tum
Gunjati har jagah
Har kadam paaoge
Gunjati har jagah
Har kadam paaoge
Gunjati har jagah
Har kadam paaoge.