Main raat ko uth uth roti hoon song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Talwar Films. This song was released on 01 Jan 2018.
Main raat ko uth uth roti hoon
Jab sara zamana rota hai
Wo bhulne wala
Wo bhulne wala kya jane
Is dard mein kya kya hota hai
Wo bhulne wala


Dil uska bhi hai mera bhi
Dil uska bhi hai mera bhi
Barbad hai ye aabad hai wo
Ye kaisi do rangi duniya hai
Ek hasta hai ek rota hai
Is dard mein kya kya hota hai
Wo bhulne wala


Duniya to mita dali meri
Duniya to mita dali meri
Ab kahti hai dil se yaad teri
Jo cheez thi jani wo to gayi
Ab jan bhala kyu khota hai
Wo bhulne wala
Wo bhulne wala kya jane
Is dard mein kya kya
Haye kya kya hota hai
Wo bhulne wala.