Main kya mera afsaana kya song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Main kya mera afsana kya aa
Mite huye ko mitaana kya
Dil ki lagi ko sab rote hain
Bulbul kya poarwaana ka
Main kya mera afsana kya aa
Mite huye ko mitaana kya


Aankh mein hasrat dil fariyaadi
Aankh mein hasrat dil fariyaadi
Qismat mein thhi ye barbaadi
Qismat mein thhi ye barbaadi
Bikhar gaye hain taar hi dil ke
Toota saaz bajaana kya aa
Main kya mera afsaana kya aa
Mite huye ko mitaana kya


Aankh se aansoo jo behte hain
Aankh se aansoo jo behte hain
Kehte hain to ye kehte hain
Kehte hain to ye kehte hain
Bedardon ki iss duniya ko
Zakhm e jigar dikhlaana kya aa
Main kya mera afsaana kya aa
Mite huye ko mitaana kya.