Main kya karoon song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Mike McGleary. This song was released on 23 Dec 2017.
Niklaa main toh har din karke
Wada khud se naya
Kal ke baare mein sochu kyon
Hona tha ho gaya
Agla-pagla kala-bagla raag
Mein deta kaisa
Kaun hai meri kahani pe
Lagaayega ik paisa
Bolo ek do teen kahaani
Kamaal hai aa aa ee
Paisa sawaal hai chaar
Paanch chhe teri mazaal hai
Himmat ki teri misaal hai
Main kya karoon main kya karoon,
Kaisa samjhaau ki meri kahaani
Mein kitne afsaane hai
Kaise kahoon ki wo main hoon
Kaise kahoon ki wo main hoon
Miyaaooo...


Teen sau pensath aadhe
Khunsat sub se milta jaaoon
Mere charcha koi karta
Kyon bata na paau
Tere paas toh main na aaya karke
Tum mujhse na kehna
Kya yeh aisa ho sakta hai
Kauwa ban jaaye maina


Bolo re ek do teen kahaani
Kamaal hai aa aa ee
Paisa sawaal hai chaar
Paanch chhe teri mazaal hai
Himmat ki teri misaal hai
Main kya karoon main kya karoon
Kaisa samjhaau ki
Meri kahaani mein kitne afsaane hai
Kaise kahoon ki wo main hoon
Kaise kahoon ki wo main hoon


Sar pe mera saya tera
Aur khuli zameen hai
Jo main karna chaahu
Tujh pe to mera yakeen hai
Rasta jis pe chalta hun
Main ab mushkil wo nahi hai
Yeh banda tera duniya
Mein gaya guzra toh nahi hai
Bolo ek do teen kahaani
Kamaal hai aa aa ee
Paisa sawaal hai chaar
Paanch chhe teri mazaal hai
Himmat ki teri misaal hai
Main kya karoon main kya karoon
Kaisa samjhaau ki meri
Kahaani mein itne afsaane hai
Kaise kahoon ki wo main hoon
Kaise kahoon ki wo main hoon


Main kya karoon main kya karoon
Kaisa samjhaau ki meri
Kahaani ke kitne afsaane hai


Main kya karoon main kya karoon
Kaisa samjhaau ki
Meri kahaani ke kitne afsaane hai
Kaise kahoon ki wo main hoon
Kaise kahoon ki wo main hoon
Vo oo...vo oo....vo oo...
Kaise kahoon ki wo main hoon
Kaise kahoon ki wo main.