Main kya karoon song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Niklaa main toh har din
Karke wada khudse naya
Kalke baare mein sochu
Kyon honatha ho gaya
Agla pagla kala bagla
Raag mein deta kaisa
Kaun hai meri kahani
Pe lagaayega ik paisa


Bolo ek do teen
Kahaani kamaal hai
Paisa sawaal hai chaar
Paanch chhe teri majaal hai
Tere himmat ki teri misaal hai
Main kya karoon main kya karoon
Kaisa samjhaau ki meri
Kahaani mein kitne afsaane hai
Kaise kahoon ki wo main hoon
Kaise kahoon ki wo main hoon
Miyaaooo


Teen saupensath aadhe
Khunsat sub se milta jaaoon
Mere charcha koi karta
Kyon bata na paau
Tere paas toh main na aaya
Karke tum mujh se na kehna
Kya yeh aisa ho sakta
Hai kauwa ban jaaye maina


Bolo re ek do teen
Kahaani kamaal hai
Paisa sawaal hai chaar
Paanch chhe teri mazaal hai
Himmat ki teri misaal hai
Main kyakaroon main kya karoon
Kaisa amjhaau ki meri
Kahaani mein kitne afsaane hai
Kaise kahoon ki wo main hoon
Kaise kahoon ki wo main hoon


Sarpe mera saya
Tera aur khuli zameen hai
Jo main karna chaahu
Tujhpe toh mera yaqeen hai
Rasta jispe chalta hun
Main ab mushkil wo nahi hai
Yeh banda tera duniya
Mein gaya guzra toh nahi hai


Bolo re ek do teen
Kahaani kamaal hai
Paisa sawaal hai chaar
Paanch chhe teri mazaal hai
Himmat ki teri misaal hai
Main kyakaroon main kya karoon
Kaisa amjhaau ki meri
Kahaani mein kitne afsaane hai
Kaise kahoon ki wo main hoon
Kaise kahoon ki wo main hoon


Main kyakaroon main kya karoon
Kaisa amjhaau ki meri
Kahaani mein kitne afsaane hai
Main kyakaroon main kya karoon
Kaisa amjhaau ki meri
Kahaani mein kitne afsaane hai
Kaise kahoon ki wo main hoon
Kaise kahoon ki wo main hoon
O.o.oo
Kaise kahoon ki wo main hoon
Kaise kahoon ki wo main.