Main khidki pe aaungi song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by T.S. Ganesh, Ashok Kumar. This song was released on 01 Jan 2018.
Main khidki pe aaungi
Jab sham ko suraj dhalega
Aji chalega
Lekin itna yaad rahe
Lekin itna yaad rahe
Sara jamana jalega
Aji chalega
Tere gore hath pe
Koi pyar ki mehandi malega
Aji chalega
Lekin itna yaad rahe
Lekin itna yaad rahe
Sara jamana jalega
Aji chalega


Laila ki najro ne kiya tha
Ek majnu deewana
Laila ki najro ne kiya tha
Ek majnu deewana
Tumne to lakho ko dilbar
Kar dala mastana
Tumne to lakho ko dilbar
Kar dala mastana
Jo bhi banega majnu mera
Hath bechara malega
Aji chalega
Lekin itna yaad rahe
Lekin itna yaad rahe
Aji chalega
Tere gore hath pe
Koi pyar ki mehandi malega
Aji chalega
Lekin itna yaad rahe
Lekin itna yaad rahe
Sara jamana jalega
Aji chalega


Aate jate mil jate hai
Do rahi anjane
Aate jate mil jate hai
Do rahi anjane
Milte julte ban jate hai
Lakho hi afsane


Milte julte ban jate hai
Lakho hi afsane
Oye milne wala milta rahega
Jalne wala jalega
Aji chalega
Lekin itna yaad rahe
Lekin itna yaad rahe
Sara jamana jalega
Aji chalega
Tere gore hath pe
Koi pyar ki mehandi malega
Aji chalega
Main khidki pe aaungi
Jab sham ko suraj dhalega
Aji chalega
Lekin itna yaad rahe
Lekin itna yaad rahe
Sara jamana jalega
Aji chalega.