Main kaun sa geet song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Bikram Singh Dehal, Kanwar Ajit Singh. This song was released on 01 Jan 2018.
Main kaun sa geet sunau, kya gau
Jo piya bas jaye, tere tan mann me


Khil jaye ek soyee kaliya, hay kaliya
Baharein aaye sunee bhagiyan me


Yeh kaise achanak bina koyee aahat
Chale aaye ho tum meri jindagi me


Tumhe aaj pakar mai sub kuchh bhulakar
Magan ho ke dubee huyee ho khushi me


Ithne hee rang salone haye
Salone ban gaye hai mere khalee sawan me


Main kaun sa geet sunau, kya gau
Jo piya bas jaye, tere tan mann me


Kabhi tum sahara banoge hamara
Main ye baat kal tak nahin manthee thee


Magar aaj kaise yeh lagata hai jaise
Main har ek janam me tumhe janatee thee


Lagta hai saree duniya, saree duniya
Dhal gayi hai saj ke, jaise chanchal me


Main kaun sa geet sunau, kya gau
Jo piya bas jaye, tere tan mann me.