Main jaagi hoon song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Main jaagi hoon
Bachpan mera so gaya hain
Main jaagi hoon
Bachpan mera so gaya hain
In hi wadiyon mein
In hi wadiyon mein
In hi wadiyon mein
Kahin kho gaya hain
Main jaagi hoon
Bachpan mera so gaya hain
Main jaagi hoon
Bachpan mera so gaya hain


Ab ke jo rut hain
Pehale to naa thi
Ye masti lachak
Isse pehale kahan thi
Ab ke jo rut hain
Pehale to naa thi
Ye masti lachak
Isse pehale kahan thi
Ab ke baras sab
Naya ho raha hain
Main jaagi hoon
Bachpan mera so gaya hain
Main jaagi hoon
Bachpan mera so gaya hain


Chatkar kahan hain
Mujhe har ghali ne
Koi aa chala hain
Dil ki gali mein
Chatkar kahan hain
Mujhe har ghali ne
Koi aa chala hain
Dil ki gali mein
Ye tum hi batao
Ye kyaa ho chala hain
Main jaagi hoon
Bachpan mera so gaya hain
Main jaagi hoon
Bachpan mera so gaya hain


Paani mein ghar hain
Aur main hoon pyaasi
Main apna hi patta
Nahi dhundh paati
Paani mein ghar hain
Aur main hoon pyaasi
Main apna hi patta
Nahi dhundh paati
Har bar sawan
Mujhe ro gaya hain
Main jaagi hoon
Bachpan mera so gaya hain


Main jaagi hoon
Bachpan mera so gaya hain
In hi wadiyon mein
In hi wadiyon mein
In hi wadiyon mein
Kahin kho gaya hain
Main jaagi hoon
Bachpan mera so gaya hain
Main jaagi hoon
Bachpan mera so gaya hain.