Main husn ka saudaai song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by S Raghu Nath Rao. This song was released on 01 Jan 2018.
Ru turu tu ru turu tu
Ru turu tu ru turu tu


Main husn ka hoon saudayi
Aashiq hai mera naam
Main husn ka hoon saudayi
Aashiq hai mera naam
Tum jaisi hasin hasino par marna
Mera kaam


Main husn ka hoon saudayi
Aashiq hai mera nam
Main husn ka hoon saudayi
Aashiq hai mera nam
Tum jaisi hasin hasino par marna
Mera kaam


Bhuri bhuri aankho wali
Aise nazar na chura
Bhuri bhuri aankho wali
Aise nazar na chura
Dil ki kali sun le jara
Aise na daman bacha
Sarmili mehbuba sarmake yu na ja
Sarmili mehbuba sarmake yu na ja
Kar dunga teri rushwayi
Aashiq hai mera nam
Tum jaisi hasin hasino pe marna
Mera kaam


Kabhi yaha kabhi waha
Dekho jaha main wahi
Kabhi yaha kabhi waha
Dekho jaha main wahi
Meri ada sabse juda mujhsa koi nahi
Jab chahu ud jau rukta na main kahi
Jab chahu ud jau rukta na main kahi
Main hoon bhawra harjai
Aashiq hai mera naam
Tum jaisi hasin hasino par marna
Mera kaam
Main husn ka hoon saudayi
Aashiq hai mera naam
Tum jaisi hasin hasino par marna
Mera kaam


Ru turu tu ru turu tu
Ru turu tu ru turu tu.