Main hu deewana song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Main hu deewana bada mastana
Dunia mujhe kuch bhi kahe
Gata chala dil ka tarana
Main hu deewana


Rup nagar ka rahi hu mai
Pyar mera sarmaya hai
Rup nagar ka rahi hu mai
Pyar mera sarmaya hai
Mere lambe safar ka sathi
Ek mera hi saya hai
Mere lambe safar ka sathi
Ek mera hi saya hai
Main hu deewana bada mastana
Dunia mujhe kuch bhi kahe
Gata chala dil ka tarana
Main hu deewana


Udte udte pyare panchi
Is dunia se dur chale
Udte udte pyare panchi
Is dunia se dur chale
Mai bhi inke sang chala hu
Chand nagar me sham dhale
Mai bhi inke sang chala hu
Chand nagar me sham dhale
Main hu deewana bada mastana
Dunia mujhe kuch bhi kahe
Gata chala dil ka tarana
Main hu deewana.