Main hu alladin song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Main hu alladin main hu alladin
Main hu alladin main hu alladin
Dil hai sada tabiyat hai rangin
Dil hai sada tabiyat hai rangin
Main hu alladin main hu alladin
Main hu alladin main hu alladin


Jindagi hai hasino pe marna
Ishk mein jo bhi ho kar gujarna
Apne ustad farma gaye hai
Khana peena or bas mauj karna
Or kam sikhe hai karne hamne yahi se
Main hu alladin main hu alladin
Dil hai sada tabiyat hai rangin
Main hu alladin main hu alladin


Husn walo tumhari duhai
Kar rahe ho jaha me khudai
Sekh sahab jara inse bachna
Lut lenge ye sab parsai
Ho mamla hai  ye to bada sangini
Main hu alladin main hu alladin
Dil hai sada tabiyat hai rangin
Main hu alladin main hu alladin


Tu ye bando se kya mangta hai
Mang usse jo sabka khuda hai
Usko dena padega barabar
Tere daman mein jitni jagah hai
Ho dusro ka hissa na kabhi chin
Main hu alladin mai hu alladin
Dil hai sada tabiyat hai rangin
Dil hai sada tabiyat hai rangin
Main hu alladin main hu alladin
Main hu alladin main hu alladin.