Main hoon dehradun ka tota song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Yusuf Bhat. This song was released on 01 Jan 2018.
Tota tota tota maina maina maina
Tota tota tota maina maina maina
Main hoon dehradun ka tota
Tu dilli ki maina
Main hoon dehradun ka tota
Tu dilli ki maina
Mumbai ki is basti mein
Lad gaye tujhse naina


Tu dehradun ka tota
Main dilli ki maina
Haan tu dehradun ka tota
Main dilli ki main
Mumbai ki is basti mein
Bachake mujhse rehana
Main hoon dehradun ka tota
Tu dilli ki maina
Tu dehradun ka tota
Main dilli ki maina


Tota tota tota maina maina maina
Tota tota tota maina maina maina


Garam masala ladki hain tu
Baal hain bikhare bikhare
Dil ko mere cheer gaye
Ye teekhe teekhe nakhare
Haa garam masala ladki hain tu
Baal hain bikhare bikhare
Dil ko mere cheer gayi
Ye teekhe teekhe nakhare
Nazar ladake tune mera chhin
Liya hain chaina
Tu dehradun ka tota
Main dilli ki maina
Main hoon dehradun ka tota
Tu dilli ki maina


Meri gali mein aate
Jaate hain kitane hi ladke
Ek jo dekha le mujhko
Haath male aur tadape
Haa meri gali mein aate
Jaate hain kitane hi ladke
Ek jo dekha le mujhko
Haath male aur tadape
Pyaar na karna mujhso
Warna dard padega sehana


Main hoon dehradun ka tota
Tu dilli ki maina
Tu dehradun ka tota
Main dilli ki maina
Mumbai ki is basti mein
Lad gaye tujhse naina
Tu dehradun ka tota
Main dilli ki maina
Main hoon dehradun ka tota
Tu dilli ki maina.