Main hoon apni lagan ka mara song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Main hoon apni lagan ka mara
Jidhr chal pada chal pada
Ho main hoon apni lagan ka mara
Jidhr chal pada chal pada
Main hoon apni lagan ka mara
Jidhr chal pada chal pada
Ho main hoon apni lagan ka mara


Main hoon apni hi dhun me magan
Main hoon pyar ke man ka gagan
Main hoon apni hi dhun me magan
Main hoon pyar ke man ka gagan
Koi kli to main hoon chaman
Koi geet to main hoon ek tara
Main hoon apni lagan ka mara
Main hoon apni lagan ka mara
Jidhr chal pada chal pada
Ho main hoon apni lagan ka mara


Mai kya janu ke kya hai jahan
Meri nazro me chhalke arman
Mai kya janu ke kya hai jahan
Meri nazro me chhalke arman
Mere dil me khushi ke tufan
Koi lehar to main hoon kinara
Main hoon apni lagan ka mara
Main hoon apni lagan ka mara
Jidhr chal pada chal pada
Ho main hoon apni lagan ka mara


Liye nazro me man ki lagi
Zara bahka hoon main jo kabi
Liye nazro me man ki lagi
Zara bahka hoon main jo kabi
Lagi kahne bahare sabhi
Zara dekh idhr do bara
Main hoon apni lagan ka mara
Main hoon apni lagan ka mara
Jidhr chal pada chal pada
Ho main hoon apni lagan ka mara.