Main bhi kharidaar hoon song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Main bhi kharidaar hoon
Main bhi kharidunga
Pyaar kahan bikata hai
Pata batana yaaro
Pata batana yaaro


Main bhi kharidaar hoon
Main bhi kharidunga
Main bhi kharidaar hoon
Main bhi kharidunga
Pyaar kahan bikata hai
Pata batana yaaro
Pata batana yaaro
Pata batana yaaro
Pata batana yaaro


Ab to kis jaam se
Bujhati nahin pyaas hai
Soharat bhi mere pass hai
Daulat bhi mere pass hai
Ab ishq ke bazaar main
Lekar to mujhko jayeeye
Ha ishq ke bazaar main
Lekar to mujhko jayeeye
Kimmat ho koi bhi lekin
Pyaar mujhko chahiye
Main bhi kharidaar hoon
Main bhi kharidunga
Main bhi kharidaar hoon
Main bhi kharidunga
Pyaar kahan bikata hai
Pata batana yaaro
Pata batana yaaro
Pata batana yaaro
Pata batana yaaro


Mujhse kisi ne kahan
Bikati hai har kise yahan
Lekin main nahin jaanta
Aakhir yeh jagah hai kahan
Anjaan hoon is saher main
Samjho to meri bebasi
Anjaan hoon is saher main
Samjho to meri bebasi
Dilbar ko kahin dhoondhte
Bit jaaye na yeh zindagi
Main bhi kharidaar hoon
Main bhi kharidunga
Main bhi kharidaar hoon
Main bhi kharidunga
Pyaar kahan bikata hai
Pata batana yaaro
Pata batana yaaro
Pata batana yaaro
Pata batana yaaro.