Main bewafa nahin hoon song is from and it is sung by and .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Rajesh Shetty. This song was released on 01 Jan 2018.
Main bewafa nahi hun tu bewafa nahi hai
Main bewafa nahi hun tu bewafa nahi hai
Lekin jo kuch hua hai vo bhi vafa nahi hai
Main bewafa nahi hun tu bewafa nahi hai
Main bewafa nahi hun tu bewafa nahi hai


Dil todne se pahle itna to socha hota
Dil todne se pahle itna to socha hota
Main ja raha tha mujhko kuch kah ke roka hota
Raste me lut gaya hu manzil pata nahi hai
Lekin jo kuch hua hai vo bhi vafa nahi hai
Main bewafa nahi hun tu bewafa nahi hai


Kismat me pyar ke kyu jane likha hai rona
Kismat me pyar ke kyu jane likha hai rona
Tunmhe pyar ki kasam hai hamse juda na hona
Jiski saza mili hai meri khata nahi hai
Lekin jo kuch hua hai vo bhi vafa nahi hai
Main bewafa nahi hun tu bewafa nahi hai


Tujhse bichhad ke jana mar jaye na kahi hum
Tujhse bichhad ke jana mar jaye na kahi hum
Jiski dava nahi hai aisa kyu de diya gam
Apne pe zulm karna teri ada nahi hai
Lekin jo kuch hua hai vo bhi vafa nahi hai
Main bewafa nahi hun tu bewafa nahi hai
Main bewafa nahi hun tu bewafa nahi hai.