Main ban ki bholi song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Main ban ki bholi gavalniya
Main ban ki bholi gavalniya
O shyam teri ban jaungi
Ghanshyam teri ban jaungi


Teri mithi mithi murli par
Teri mithi mithi murli par
Main sawar ban kar mandraungi
Ghanshyam teri ban jaungi


Maine tere liye singar kiya
Maine tere liye singar kiya
Aur naino ko tujh par war diya
Jana na kabhi maine pahle
Jana na kabhi maine pahle
Mai git prit ke gaungi
Ghanshyam teri ban jaungi
O ghanshyam teri ban jaungi


Main ras ki gagariya
Main ras ki gagariya
Se main bhij gayi mai bhij gayi
Jeevan mein pahli bar aaj
Jeevan mein pahli bar aaj
Main apne se sharmaungi
Ghanshyam teri ban jaungi
O ghanshyam teri ban jaungi


Mai ban ki kali aur ban mein pali
Kabhi dekhi nahi pritam ki gali
Kabhi dekhi nahi pritam ki gali
Kab darash milega mohan ka
Kab darash milega mohan ka
Kab mohan par bali jaungi
Ghanshyam teri ban jaungi
Main ban ki bholi gavalniya
Main ban ki bholi gavalniya.