Mahiya song is from and it is sung by and .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Ronnie Screwvala. This song was released on 04 Sep 2009.
Mahiya mahiya
Dil ki kinaarein pe
Laakhon sitaare hai jhuke
Palake jhukaaye aur
Julfein udaaye re
Jhonka hawa ka yuun chale
Bikhari ada ke ishaare
Sehami nazar ke
Sahaare pehchaaniye
Chhin lu main rok lu main
Yeh anjaana sa pal
Kho na jaaye
Khwaaishon mein
Yeh anjaana sa pal
Mahiya mahiya
Dil ki kinaarein pe
Laakhon sitaare hai jhuke
Palake jhukaaye aur
Julfein udaaye re
Jhonka hawa ka yuun chale
Bikhari ada ke ishaare sehami
Nazar ke sahaare pehchaaniye
Chhin lu main rok lu main
Yeh anjaana sa pal
Kho na jaaye khwaaishon mein
Yeh anjaana sa pal


Pal yeh jo le raha
Hai karwate
Makhmal se baadalon
Ki chaadare odhe
Chup se iss pal ke
Baahon mein dil yeh bolein
Dil ki dhadkan mein
Bhi hai gujaarishein
Ho mahiya mahiya raatein
Suni baatein karein teri
Mahiya mahiya aankhein
Khuli bundo ke girate hi
Yeh dil chikhata hai
Yeh ki dil tod de hade saari
Mahiya mahiya chaar
Mulaakaaton mein
Tu apana sa kyun lage
Dil ki khata hai
Ya nazaron ka dhoka yeh
Jo bhi hai chalata rahe
Bikhari ada ke
Ishaare chupake se
Kisako pukaarein samjhaayiye
Chhin lu main rok lu main
Yeh anjaana sa pal
Kho na jaaye
Khwaaishon mein
Yeh anjaana sa pal
Mahiya mahiya
Dil ki kinaarein pe
Laakhon sitaare hai jhuke
Palake jhukaaye aur
Julfein udaaye re
Jhonka hawa ka yuun chale
Bikhari ada ke ishaare
Sehami nazar ke
Sahaare pehchaaniye
Chhin lu main rok lu main
Yeh anjaana sa pal
Kho na jaaye
Khwaaishon mein
Yeh anjaana sa pal
Mahiya mahiya.