Madhoshiya hai tanhaiya hai song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Basharat Khan. This song was released on 08 Aug 2003.
Madhosiya hai tanhaiya hai
Baho me aao sajan o sajan
Jhil si gehri aankho me teri
Aa dub jau sanam o sanam
Sanso me samil kar do tum sanso
Kano me keh do tum dil ki bate
Ye duriya tum mita do
Tumse hai kasam
Madhosiya hai tanhaiya hai
Baho me aao sajan o sajan


Tune chua aisa laga
Jaise koi jadu chala
Mai to diwani hui teri
O sajan ho milam
Hotho ki lali chura lunga sanam
Ye dil tera aashiq hua
Aisi nigaho se dekha hai tune
Chaya hai mujhpe nasha hi nasha
Ye kya hua ye jara jara sa dard hai
Dil me pyar ka
Madhosiya hai tanhaiya hai
Baho me aao sajan o sajan


Aanchal tera tan se uda
Pagal mera dil ye hua
Chodo bhi ab ye sharm
Ye sharm o sanam
Ji chahta ke baho me teri
Sara jahan mai bhula du
Tu kahe to tere liye mai
Jaan bhi apni luta
Mere piya kabhi na bhul payenge ham
Aaj ka milam


Madhosiya hai tanhaiya hai
Baho me aao sajan o sajan
Jhil si gehri aankho me teri
Aa dub jau sanam o sanam
Sanso me samil kar do tum sanso
Kano me keh do tum dil ki bate
Ye duriya tum mita do
Tumse hai kasam.