Maa_ii rii main to madhuban men nirakh liyo nandalaal song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Subramaniam Srinivasan. This song was released on 09 Apr 1948.
maa_ii rii main to madhuban men -2
nirakh liyo nandalaal
parakh liyo nandalaal
maa_ii rii main to madhuban men
sar par mukut dhare -2
baansuriyaa adhar dhare
gale baijantimaal -2
nirakh liyo nandalaal
maa_ii rii main to madhuban men
bhanwaron ke gunjan men
( bhanwaron ke gunjan men
kaliyon ke nainan men ) -2
kunj-kunj daal-daal -2
nirakh liyo nandalaal
maa_ii rii main to madhuban men
raadhaa man mod bhare
( raadhaa man mod bhare
mand-mand haas kare ) -2
ho gaye nainaa nihaal -2
nirakh liyo nandalaal
maa_ii rii main to madhuban men
nirakh liyo nandalaal
parakh liyo nandalaal
maa_ii rii main to madhuban men
maa_ii rii main to -2
maa_ii rii main to madhuban men