Maa tu bataa (title) song is from and it is sung by and .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 12 May 2017.
Itni fikar kyun karti hai tu,
Itna pyar kyun karti hai,
Raat main jab tak ghar nahi aaun,
Tab tak yun jagti hai,


Maa tu nahi hogi toh bata,
Meri kaun kare parwah
Maa tu nahi hogi toh bata,
Meri kaun kare parwah


Dard mujhe hota hai par kyun,
Aansu tere aate hain,
Chot lagi kyun nahi bataya,
Isi baat pe daante hai,


Mujhse hi bas puche hai kabhi,
Apna haal suna,


Maa tu nahi hogi toh bataa,
Meri kaun kare parwah,
Maa tu nahi hogi toh bataa,
Meri kaun kare parwah,


Waqt nahi deta hun tujhko,
Yeh meri majboori hai,
Haq tera hi pehla hai,
Phir bhi tujhse hi doori hai,


Door raha hoon tujhse kitna,
Mujhko gale se laga,


Maa tu nahi hogi toh bataa,
Meri kaun kare parwah,
Maa tu nahi hogi toh bataa,
Meri kaun kare parwah,


Kam hai waqt yeh mujhko pata hai,
Isliye darr lagta hai,
Faasle kyun umar ke dekho,
Uparwala rakhta hai,


Kam hai waqt yeh mujhko pata hai,
Isliye darr lagta hai,


Kam hai waqt yeh mujhko pata hai,
Isliye darr lagta hai,
Faasle kyun umar ke dekho,
Uparwala rakhta hai,


Jab jana ho door akele,
Mujhko bhi le jana,


Maa tu nahi hogi toh bataa,
Meri kaun kare parwah,
Maa tu nahi hogi toh bataa,
Meri kaun kare parwah…