Le uda phir koi khyaal hamen song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Le uda phir koi khyaal hamen
Le uda phir koi khyaal hamen
Saqiya saqiya sambhaal humen
Saqiya saqiya sambhaal humen


Ro rahi hain ki ek aadat hain
Ro rahi hain ki ek aadat hain
Warna to itna nahi malaal humen
Saqiya saqiya sambhaal humen
Saqiya saqiya sambhaal humen


Ham yahan bhi nahi hain khush lekin
Ham yahan bhi nahi hain khush lekin
Apni mehfil se mat nikaal humen
Saqiya saqiya sambhaal humen
Saqiya saqiya sambhaal humen


Hum tere dost hain faraaz magar
Hum tere dost hain faraaz magar
Ab na tu uljano mein daal humen
Saqiya saqiya sambhaal humen
Saqiya saqiya sambhaal humen
Le uda phir koi khyaal hamen
Saqiya saqiya sambhaal humen.