Laut gayaa gam kaa zamaanaa song is from and it is sung by , and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by M.Somasundaram. This song was released on 01 Jan 2018.
laut gaya gam ka zamana
aayi khushi laharati
laut gaya gam ka zamana
laut gaya gam ka zamana
aayi khushi laharati
laut gaya gam ka zamana

dur gagan me dekho chamake
aashao ke tare aashao ke tare
jhilmil pyare pyare
badli me chhupkar taro ke samg
chada kare ishare chada kare ishare
kiski lagan me aaj pavan hai
bago me ithalati

laut gaya gam ka zamana
ayi khushi laharati
laut gaya gam ka zamana

rat nayi har bat nayi hai
naya naya hai zamana
kaisa sama suhana
kaisa sama suhana
gaye chadniya dhire dhire
prit bhara afasana
prit bhara afasana
aaj mere chhote se man me
asha hai musakati

laut gaya gam ka zamana
ayi khushi laharati
laut gaya gam ka zamana