Kyo dil humko de dala song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Kyu dil humko de dala
Janab kahiye
Mai to hu diwana
Pahle aap kahiye
Kyu dil humko de dala
Janab kahiye
Mai to hu diwana
Pahle aap kahiye


Ae ji kya hume bataye
Kaisi chhayi hai ghata
Tere naino me khumar ki
Kah bhi dal dildar
Kar bat ye bahar ki
Ke pahle pahle pyar ki


Kya du jawab mai
In bato ka kahiye
Ji mai to hu diwana
Pahle aap kahiye
Kyu dil humko de dala
Janab kahiye
Mai to hu diwana
Pahle aap kahiye


Mai to ek na kahu ji
Chup chap hi rahu
Sune jao jhum jhum ke
Jiya aaj ye kahe ki
Yu hi dekhta rahe
Mera yaar ghum ghum ke


Kya yahi hai tumhara
Insaf kahiye
Ji mai to hu diwana
Pahle aap kahiye
Kyu dil humko de dala
Janab kahiye
Mai to hu diwana
Pahle aap kahiye


Kabhi khol ke
Jiya mai kahe dalungi
Piya ab to tera mera sath hai
Jaldi kijiye zara ji mera koi faisla
Uljhana buri bat hai
Tu kya hai dil se dil ka hisab kahiye
Ji mai to hu diwana
Pahle aap kahiye
Kyu dil humko de dala
Janab kahiye
Mai to hu diwana
Pahle aap kahiye.